CHANE KI DAAL AUR CHICKEN
TARKEEB
PHELE PEYAZ LAL KAREIN JAB PEYAZ LAL HO JAYE TO US MEIN ADARAK LAHASAN KA PEST DALEIN AUR PHIR US MEIN CHICKEN SHAMIL KAR LEIN AUR THORA SA BHOONEIN AUR US MEIN LAL MIRCH,HALDI,NAMAK AUR DHANIYA SHAMIL KAREIN AUR PHIR TAMATAR DAL DEIN AUR HALKI AANCH PAR THORA SA TAMATRON KO GAL NEIN DEIN AUR PHIR US MEIN DAAL DALEIN AUR THORA SA PANI DALEIN AUR JAB DAAL GAL JAYE TO US MEIN KATA VA ADARAK , ,HARA DHANIYA AUR HARI MIRCHEIN DAL DEIN

AJZA
1 CHANE KI DAAL = 1 PAO
2 OIL = 2 CHAMMACH
3 NAMAK = HASB E ZAIQA
4 LAL MIRCH = 2 CHAMMACH
5 PESA DHANIYA = 2 CHAMMACH
6 ADARAK LAHASAN KA PEST = 2 CHAMMACH
7 HARA DHANIYA = ADHI PEYALI
8 HARI MIRCH = 3 ADAD
9 HALDI = THORI SI
10 KATA VA ADARAK = HASB E ZARURAT
11 TAMATAR = 2 ADAD BADE
12 CHICKEN = 1 PAO
13 PEYAZ = 2 ADAD BADI
1 CHANE KI DAAL = 1 PAO
2 OIL = 2 CHAMMACH
3 NAMAK = HASB E ZAIQA
4 LAL MIRCH = 2 CHAMMACH
5 PESA DHANIYA = 2 CHAMMACH
6 ADARAK LAHASAN KA PEST = 2 CHAMMACH
7 HARA DHANIYA = ADHI PEYALI
8 HARI MIRCH = 3 ADAD
9 HALDI = THORI SI
10 KATA VA ADARAK = HASB E ZARURAT
11 TAMATAR = 2 ADAD BADE
12 CHICKEN = 1 PAO
13 PEYAZ = 2 ADAD BADI
write by UZMA KAZMI
No comments:
Post a Comment